Muskuraunga gungunaunga
muskuraunga gungunaunga main tera hausla baDhaunga ruThne ki ada nirali hai jab tu ruThega, main manaunga qurbaton ke charagh gul kar ke faslon ke diye jalaunga jugnuon sa libas pahnunga…
read moremuskuraunga gungunaunga main tera hausla baDhaunga ruThne ki ada nirali hai jab tu ruThega, main manaunga qurbaton ke charagh gul kar ke faslon ke diye jalaunga jugnuon sa libas pahnunga…
read morelo shurua nafrat hui KHairiyat ruKHsat hui band darwaze hue barhana wahshat hui ek lamhe ki KHata sadiyon ki shamat hui zehn ki diwar par muflisi ki chhat hui itr…
read moreek nasha sa zehn par chhane laga aap ka chehra mujhe bhane laga chandni bistar pe itrane lagi chand banhon mein nazar aane laga ruh par madhoshiyan chhane lagin jism…
read morezindagi in dinon udas kahan tujh se milne ki dil mein aas kahan mausamon mein gulon ki bas kahan muflisi meri KHush-libas kahan lawn se phul patiyan ojhal teri yaadon…
read moreapnon ke darmiyan salamat nahin rahe diwar-o-dar makan salamat nahin rahe nafrat ki gard jama nigahon mein rah gai ulfat ke qadr-dan salamat nahin rahe raushan hain aarzu ke bahut…
read morenuqrai ujale par surmai andhera hai yani meri qismat ko gardishon ne ghera hai waqt ne judai ke zaKHm bhar diye lekin zaKHm ki kahani bhi waqt ka hi phera…
read more