#ghazal@ramesh 'kanwal' 035
failatun mfailun felun
aap se mehrban ka wada
dil ke naqdrdan ka wada
haziri bn gyi nwabon ki
dr pe hai pikdan ka wada
dstrs mein zmin nahin jiski
kar gya aasman ka wada
kainsr jinko hai we khte hain
mt kro pan-wan ka wada
shorgul se bchen, bchaen bhi
han nibhaen azan ka wada
unke ghi aur achar ki khatir
kijiye mrtban ka wada
laut aaya hai shringr mein kanwal
amn ke zafran ka wada